Originally posted by: kusharberry
hoga pyaar ka realization zaroor hoga iam seeing in near future sapola baap is gonna get trashed by his own damaad , malhar ab chup isliyeh hai kahi nah kahi uski wajah seh kallu ko chot lagi hai and malhar is a person agar pyaar karneh lagega agar uss insaan peh ek karooch bhi ayega nah he cannot bear , he now in that mode upper seh sapola denied him from seeing kallu , waiseh why do i feel malhar will sneak in to see his kallu
Jaayega jaayega wo pakka kaise na kaise dekhne jaayega kallu ko... May be with help of anu...
13