N ab hain rone ki taakat, na muskuraane ki
Kadam kadam teri hasarat teri judaai ka gham
Tere bagair kisi tarah ji na paaye ham
Hajaar koshishe ki tujhako bhul jaane ki
Wo khwaab khwaab si raahen, wo asuon ka safar
Luta hain kis tarah lamhon men tere pyaar ka ghar
Kahaani kaise kahu dil ke tut jaane ki
Na raas aya kabhi hamako pyaar ka mausam
Tamaam umr raha intajaar ka mausam
Bahot hi aas thi dil ko bahaar ane ki