Originally posted by: ScorpionGunner
haan BB kaa yeh theme hamesha flop hoti hai, except imam wala season ... uss baar gaon wala ghar mein Imam nanga bhi ho gaya tha 😆 Imam, Nirahua, Aska, Santosh shukla saare dhurandar thay gaon ki ghar mein 😆
usske baad nag kohli wale season, gulati wala season mein bhi theme flop hua tha