Well Dear Girls,
Since I'll be leaving for a holiday on Thursday, I wanted to say bye to all of you. I know when I get back perhaps this forum and the DK Ghosla will not be there. So I am dedicating this song to DK and to all of you before I leave.
Ho raha hai judaa Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna
Jitni thi khushiyaa Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jaata nahi 
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi
Aarzoo hai ki ya angarai
Aag hai kab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna
Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh halka itna hai gehra
Sadiyon main hoga halka nahi
Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya sehna
Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna
juda hoke bhi tu Hum mein kahi baaki haipalkon mein banke aansu tu chale aate hai
Na jaane kab se umeedein kuch baaki hainHumko phir bhi tumhare yaad kyon aati hai
Yaadein gehri hain itni, dil doob jaaye
Aur aankhon mein yeh gham nam ban jaaye
Ab to judai ki aadat lekar jeena humein
Na Bhoola sakege na dil se mita paayege unhe
Be Back Soon Michelle