Originally posted by: Nachiketj
For Dilip, Anni, Vidya, Neela and Veena...a parody of a famous old song 😃
Tum naa jaane kis jahaan mein kho gayeHum bharey forum mein tanhaa ho gayeTum naa jaane kis jahaan mein kho gayeLikes bhi aate nahi, posts bhi aate nahiTum ko yeh kya ho gaya, koi yaha aata nahiLoot kar GTC ka nasha, chhup gaye ho tum kahaTum kaha...tum kaha...tum kaha...Tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye...

1.3k