Superb and awesome start maan geet ka pecha kar raha hai aur geet ko pata hai koi uska pecha kar raha hai aur last ma uska class leta hai uska pecha karna ko aur us chakar ma uska sare file kharab ho gaya aur maan na dadima ko geet ko ware ma kaha aur dadi to shadi ka liya kehna start kar dia lol aur maan to geet ka khayal ma khoya hai.. Precap ab lagta hai geet maan ka office ma hi interview hoga.. Waiting for next part..
105