Jalal Jag ke liye taiyaar hoo raha thaa aur bohut gusse mein thaa bhairam khan aur rukiya ke wajah se jo jag doo hafte baad hone wala tha wo aaj ho raha tha
Mariyam Makani TO Jalal : Jalal beta hamare baat tho suno
Mariyam Makani TO Jalal : beta ye jag jayas nahi hai phir se ek baar soch lo
iss jag ke baare mein
MahamangaTO Mariyam makani: maaf karna mariyam makani agar shehansha ne abhi
jag rok diya awaam mein galat paigam jayega ke shehansha rajvanshiyo se dar gaya
Jalal To Mahamanga : Baja farmaya apne badi aami jaan
Jalal To Mahamanga : jag ke aghaz ho chuka hai jag tho ho kar rahega
jalal waha se gusse se chala jaata hai
aur bahar bhairam khan jalal ke intezar kar raha hota hai
Bhairam Khan To Jalal : jalal hum ye jag tho rok nahi paaya par hai fatehapp ho kar ana
Jalal TO Bhairam khan : kabhi kabhi hum app ko samjhe nahi paata app nahi chahte ye jag ho phir ye😕😕
FlashBack :
Bhairam Khan TO Jalal : beta jalal tumera maksat sirf jeet hai humne apko sirf
jeetna seekhya hai fatehapp ho kar ana
Bhairam Khan : Jalal-ul-din-muhammad zindabad ...Jalal-ul-din-muhammad zindabad
Flashback end :
bhairam khan : hai hum nahi chahte ye jag ho par humne appko hamesha jeen na sikhya tumara jeet hamara jeet hai tumara haar hamara haar hai
Jalal TO Bhairam khan : hum faatehapp ho kar hi lautege
jag shuru
FlashBack start :
Sujamal To Jodha : jodha tum bilkul fikar mat karo hum hai na hum suryabhan ke saath
dege yuddh mein
FlashBack end :
Sujamal To Himself : ye tho raja suryabhan hai hum iss se kaise yuddh kar sakte hai
ye jodha ke hone wale pati hai
Sujamal To Shariffudin : tum iss pe akraman (attack) nahi karoge ye jodha ke hone wale pati hai
shariffuddin uss waqt sujamal ko jawab nahi deta but uss ke gandi dimag mein kuch ganda zarur chal raha tha
Suryabhan TO Sujamal : deshdrohi rajvanshi ho kar mughlo se haath mila liya 😡
Sujamal To Suryabhan : dekh ko suryabhan hamei tumse koi shatruta nahi hum sirf
apne adhikar ke liye yuddh kar rahe hai apno ke khilaf
😲😲😲
Jab Sujamal aur surybhan baat kar rahe hote hai shariffuddin iss baat ke fayada uda ke
suryabhan pe hamla (attack) kar dete hai
shariffuddin haas😆 raha thaa ke uss ne jodha se teen saal ke badla (revenge) le liya finally
suryabhan ko maar ke
Amer
Jodha: diya ke iss tara se buj na acha shagun nahi hai
Jodha To Dadi : dadi sa hamei dar lag raha hai
diya ke iss tara se buj na acha shagun nahi hota😭
Dadi sa To Jodha : maare laato shub shub bolo kuch bura nahi hoga
Jodha To Daadi sa : dadi sa hamei abaaz ho raha hai kuch bohut galat hone wala hai
Dadi Sa To Jodha : humne kaha na kuch galat nahi hoga tum diye jalao phir se
Jodha TO Dadi sa : dadi sa ye tho phir se buj rahe hai
Mainavato waha aate hai
Jodha To Mainavati : Maare Laado kuch galat nahi hoga chalo
prathana karte hai tumere bhai sa aur suryabhan ke liye
Dadi sa To Herself : bas jamaisa aur maare beta saisalamat hoo
Sujamal To Shariffuddin : tumei ye kya kar diya 😡
Shariffuddin To Sujamal : sujamal jag ke maidan mein saare dushman hote hai koi rishtedar nahi hota
Sujamal To Himself : jodha hamein maaf kar doo hamein maaf doo😭😭
jodha ke baaki bhai bhi suryabhan ko dekhne aate hai😲
Shariffuddin jodha ke bhaiyo ko bandi bana leta hai
Jodha Brother To Shariffuddin : murkh hamein bandi kyu banaya hai chodo hamei
Shariffuddin To Jodha Brother : khamosh gustakh tumara faisal ab jalal-ul-din-muhammad
karega
Amer
Dasi To Mainavati : rani sa mahal pe mughlo ke hamla (attack) ho gaya hai
Mainavato To Dasi : kya ?
Mainavati To Dasi : maa sa mahal pe mughlo ke hamla ho gaya hai jodha aur baakiyo ko
surakshit kaksh mein lee jao
Mughal Sipahi : hukum sirf sar aur paigam pohchana tha bhaago yaha se ab
Bharmal : Aaj mughlo ne hadh par kar li hai 😡
Bharmal : ruko kaha bhaagte ho
Bhagwan das To Bharmal : babu sa ye paigam beja hai
Bharmal To Bhagwan das : dekh ko kis ne ye beja aur pado kya likh ke hai ?
Bhagwan Das To Bharmal : ji babu sa
Bhagwan das letter read karta hai
Bhagwan das To Bharmal : jalal ke taraf se sandesh aya hai (msg)
Bharmal To Bhagwan das : Pado
Bhagwan Das : salam Raja bharmal ji jag hamare naam huwa Ab Amer ke kya faisala hoga
iss baare mein appse maslat karne hai paigam milte hi humse foran mile aaye
agar 8 pehaar mein huzur mei pesh na aaye tho Amer ke teeno shehzado ke mout ke
zimmedar khud Amer hoga un teeno ke bhi wahi anjaam hoga jo ??
Bhagwan das was shock jo aage letter mein likh ke tha
Bharmal To Bhagwan das : aage paado bhagwan das ruk kyu gaaye
hum bhi Et Ka jawab patar se dege aage paado
Bhagwan das To Bharmal : baabu sa hum aage nahi pad sakte
Bharmal gets irritated😡😡with bhagwan das
Bharmal : koi aur paado aage kya likh ke hai
Bharmal Cousin letter read karta hai aage kya likh ke hai
Bharmal cousin : teeno ke bhi wahi anjam hoga jo amer ke hone wale damat ke kiya gaya hai
amer ke hone wali shehzadi ke shauhar ke sar tohfe mein baj rahe hai
FlashBack start :
Dheere Dheere tum paas aaye chori chori dil mein chaye haule haule dil tere huwa
Suryabhan To Jodha : hum apke liye awash wapas lau ayege
FlashBack end :
Jodha ye khabar sun ke faint ho jaate hai
FlashBack :
Mainavati To Dadi sa : maa sa agar shaguni bai ke baat sach ho gaye tho
Dadi sa To Mainavati : shub shub bolo mainavati
Jodha To Dadi sa : dadi sa sab khatam ho gaya
Dadi sa To jodha : maare laato aise nahi bolte kuch khatam nahi huwa hai
Jodha bilkul tud gaye theee😭😭 aage jodha ke kismat jodha ke saath kya parihas karne wali thi jodha ko bilkul uske baare mein abaaz nahi tha
Bharmal To Mughal khandan : hamein bada dukh ho raha hai
hum suryabhan ko bacha nahi paye
bharmal dekhte hai jodha kahi lost hai apne khayalo mein
ussko bura lag raha tha apne beti ke liye
Jodha To Bharmal : babu sa hamei nahi pata kaise par hamare bhaiyo ko bacha lo
Bharmal To jodha : Jodha hum apko vachan dete hai hum aapke bhaiyo ko awash surakshit wapas mahal mein
layege acha chalte hai Ab
965