mauka hai diwane hippo, tu notice padh le
is forum mein jeena hai, toh jald tu sudhar le
tere dil ko ched raha hai hippo hi akela
mere dil mein laga hua hai, kishwar ne kiya jo jhamela
-
teri tarah nahi hai koi is forum pe hateela
sudhar jaa warna increase ho ga WL tera
mera rasta rok rahi hai tu kaisi diwani
ek jagah main kaise theharu main darya kaa pani
-
aur kisi se main ye kehati toh woh sudhar jaata
mere ek ishare par woh hans ke sar jhuka ta
hippo karta hai sab ki izzar, hippo bada saayana
par jab tak kishwar na nikle, hippo ko chain nahi aana
-
oh topic topic main karta hai
kyun tu kishwar ka khulasa
aur zyaada bola hippo toh
jail mein ho ga tu bechara
Edited by hippopotamus - 10 years ago