I had done this a while ago...
Pragya: Suniye, maine aapko apna dil diya❤️
Abhi: Toh us chashmewale (Suresh Babu) ko ullu bana rahi thi kya?😆
Pragya: Suniye, maine aapko apna dil diya❤️
Abhi: Bahut bada dil hain yaar tumhara😲
Pragya: Suniye, maine aapko apna dil diya❤️
Abhi: Theek hain meri maa, main bhi tumhe apna dil deta hoon.😛
Pragya: Suniye, maine aapko apna dil diya❤️
Abhi: Now what? Oh okay, samajh gaya, ab meri taraf dekho, I am playing Allah Waria..
Edited by -Tia- - 8 years ago
comment:
p_commentcount