Originally posted by: neeti_huda
hey guys kal maine huda ko 5 seconds ke liye dekha woh kal so raha tha sab drilll ke liye taiyar ho rahe the na?
aur han kal huda ek dialogue bhi bola tha na arey main late ho gaya yaar maine use kitni baar samjaya ki raat ko mere sapne dekhna band kare par sunta kahan hai
kehta hai mujhe haq hai
neeti vo tere nahiin mere dreams dekh raha tha, point 1857 par humne jo romance kiya na usi ko yaad kar raha tha, look i am blushing☺️
natalie.