Indu:thik hain,main samar se shaadi karoongi
Samar enter's
Samar:nahi lekin main isse shaadi nahi kar sakata.
Prithvi:lekin kyun? đ
Samar:agar main ne issse sh....sh....shaadi ki to ye hamesha kisi na kisi bahaane se tumse milane aayegi
Aur vaise bhi is BHOOTANI se shaadi karane se accha hai
main mar jaau
Sanyo:haaaaaaaaaaaaa
main ne to ye sochaa hi nahi,nahi ye hamare rishte me jo koi nhi hain usse shaadi nahi kar sakati.
Indu:jor jor sr rone lagati hain đ
Prithvi:par sanyo ye mujhase milane aayegi to main thodi uuse milane vaala hoon
Sanyo:Tumhara koi bharosa nahi,BHIGHADE RAIS đ
Prithvi:Par....
Sanyo:par kya tum kyu bichare Samar ki zindagi Barbad karana chahte ho đ
Samar:Haan............main apni zindagi barbad barbad nahi karana chahta đ đ
Prithvi:thik hain,INDRAVATI tum nahi ye hamare rishte me jo koi bhi hain usse shaadi nahi kar sakati.
Indu:jor se chillati hain
sab apne kan band kar lete hain đ¤˘