😆
Originally posted by: amail1601
Are, mujhe yahaan kisi ne miss kiya kya???????????
Huda match mein kitna cool lag raha tha, ya kahoon hot lag raha tha?? 😆 😆
But koi bataao, woh late kyun aaya???? Lassi pi raha tha kya??? 😉
ammu tujhe pata nahin kya woh to mere saath tha isi liye late tha mere se permission lene aaya tha ki woh naina ko uthaye ya nahin goal karne ke baad? maine dedi socha naina bhi kya yaad karegi waise pata hai maine naina ko apni saas bana ya hai jaise anal ne amna sharif ko apni nanad banaya hai naina ko apni soteli saas bana diya😉 😆ab mujhe huda ki koi chinta nahin hai yaar.😆😉
sorry par aaj kal aisi baat karke hi apna mann halka kar leti hun aur han meri saas ki sorry soteli saas ki boorai bahot mat karna jaisi bhi ho humare huda ki soteli maa hai maa to maa hoti haina ha ha ha aur han ammu darna mat main huna huda agar ghoom ho jaye to mere ghar aaja na hum dono ek doosre ki ankhon me honge thik hai?😳
aur han ammu tujhe to ring di par mujhe to huda ne ek kake khilayee aur phir hum dono baarish me bheega,phir hum dono ne dance kiya tere wale fav song par aur phir mujhe to batate hua bhi sharam aa rahi hai 😳😳kyunki mere saath kya hua woh to main kahe bhi nahin sakti par main woh din kabhi bhool nahin paungi, bas ab😆