Kal ka ME, Kuch panktiyon mein
Hukum singh khud ko tees maar khan samajh raha hai
đĄ Wo dhoort Mewar ko kitne prem se thag raha hai
Jaanta nahi Pratap se ulajhkar bada pachtayega
Betaal ki tarah Pratap use ped par latkayegađ¤˘
Samjha tumhe hero, tum sirf cameo nikale đ¤
Hakim pur ke yuvraj Paras, tum kitni jaldi fisle...
Pehle auron ke liye vish mein chashni toh gholti thi
Prataap ke samne kumsekum meetha toh bolti thi
đĄDheer bai ab tumhara naqaab pura sarak gaya hai
VB ke aane se tumhara dimaag kaisa bhadak gaya hai
Phool aapki sakhi hai aur hamesha rahegi-
Par Ajab, ab toh apne ghor bhram đ˛ ko mitaiye!
Aama chodiye is Fool ko, Aur Pratap ka saaath nibhaiye!
Wo apni maa se kehta hai "aap Ajab-si baatein karti hain" đ
Aisa kaun milega aapko Ajab;
sochiye aur sochkar humein bataiye!
Guruvar, aap purush nahi... mahapurush hain-âşď¸
ye hai hamari guarantiyaan
Rana Kheta ji ne wo pathar uchaal kar
jo mari re-entriyaanđ
Yudh ka mazaa hi aane wala hai ab
thoko sab khantiyan!!!!!
Edited by shrutijest. - 11 years ago