Fitr toh dekhli tumhari shakal dekh kar kya karonga- mj
aaj mein tumhare itne paas aaonga itne Karib aaonga tumhe apne aap se daar lage ga nafrat hogi apne aap se, aur aapne bhole hui haar jhoot se iska mein tumhe wada kartha hoon - mj
hum tum kafi kareeb aachuke haina, toh pir humare beech yeh dooriya kyun batao?- mj
jhooti aur makkar bhi, bada shok haina tumhe duniya se jhoot bolne ka yeh khene ke hum tum kareeb aachuke hai, nazdeek aa chuke hai, aab mein tumhe dekhonga nazdeek hone ke kiya mayine hothe hai- mj
tumhari issi kahani ko mein haqeeqat mein badal doonga, meeta doon hum dono ke beech yeh doori? meetao? tumhare iss jhoot ko ek aise sach mein badal doonga ke tumhe aapne sach par bhi sharam aaygi, aur aapne jhoot par bhi-mj
ek baat deyaan se suno, bade dhiyaan se, aainda bhool kar bhi tumhare mere risthe ko lekar jhoot bolne ki ghalati, galthi se bhi na karna warna... mj
life ki picture kitni alag hai tara bachchu,pata hi nahi hotha kab kaunsi ghatna durghatna mein badal jay, kab kaunsi moor achanak pura raasta hi badal de- tara
kamse kam tu aapne life mein ach ka saamna kar rahi hai Tara bachchu, iss bechari ko toh pata hi nahi ki isski life ki sach kya hai, ya pir yun khele ke to aapna sach kissi ko bata nahi sakthi, aur yeh apna sach kisi ko batana na nahi chaathi- Tara
muje pyar mein lecture mat do, waarna- mj walltalk
joh souwat rahe woh kauwat rahe- RP
aaj bala toh kaal bura kaise hosaktha hai-RP
Kal raat joh in ankhon ne dhekha usse toh saaf zahir hai ke kuwar saab aur bahu rani ke rishthe ki moom batti bauhat teezi se par para rahi hai, ab toh sirf poonk marne ki Zaroorat hai- RP/KALAVATI
zehr hi zehr ko kattega sur tamasha dekhkegi kalavati- kalavati
Edited by mastaTmohi - 10 years ago