Originally posted by: shivi808
Yeah!! All these are awesome di.. Ekdum mastt... 👍🏼
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 26th Nov '25/ DT Note pg 150.
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 25th November, 2025
VIDYA IN CHAIR🪑 26.11
🎄📚Book Talk December Reading Challenge & Christmas Reads📚
SAASS & BAHUS 27.11
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Nov. 26, 2025 Episode Discussion Thread
Celina Jaitley files for divorce -accuses husband of DV
Ekta Kapoor, tujhe kya ho gaya?
Mere pyare Baccho
I Quitttttttt
Ranveer to keep a low profile before Dhurandhar release
ManVik OS - by the poolside ;)
Anupamaa's new home in Mumbai !!!!
Dharmendra Celebration Of Life Prayer Meet
Deepika’s flop brand 82°E reports loss of 12.26 crores
21 years of Hulchul
Originally posted by: shivi808
Yeah!! All these are awesome di.. Ekdum mastt... 👍🏼
Originally posted by: shivi808
Ye dono suney hain mainey..
I love them so much 😳
Originally posted by: BabyHimavari
Both songs are beautiful... but my fav is male version in shan's voice...Actually agar koi paassionate saa intense tune sun ne ko mile to imeadiately we connect that with rantara...😆😆...I was checking out the DDEJ eps recently.. where ajji said rgahu is like mitha khajoor...😆😆... Ajji kya perfect similarity nikalti hain...
Originally posted by: shivi808
Aaji was best.. 😳
Unki vajah se hi to RANTARA came together and love blossomed between them.. 😳
Rehnuma..
Tu jo mila sab mil gaya
Dil ki namaaze jaake
Pahunchi falak se aage
Toh jaake paaya tujhko
Mere rehnuma..
Mujhko mera rabb mil gaya
Bahon se aage tere duniya nahi hai meri
Rakhle yahi tu mujhko mere rehnuma
Jo naa bhaye teri nazar ko
Dekhungi naa main phir woh nazaara
Tu jo mile toh chod doon khud ko
Tujhmein kahi hai mera kinaara
Bas tu hi tu mujhe yaad hai
Dil ki namaazein jaake
Pahunchi falak se aage
Toh jaake paaya tujhko
Mere rehnuma
Guzri hoon jab se, main tere dar se
Hasne lagi hun main khul ke rehbar
Dard se tere rishta judaa toh
Ab muskuraate hain mere manzar
Haan rabb ki mujhein saugaat hai
Dil ki namaazein jaake
Pahunchi falak se aage
Toh jaake paaya tujhko
Mere rehnuma..
Bahon se aage tere duniya nahi hai meri
Rakhle yahi tu mujhko mere rehnuma
Dil mera hai nasamajh kitna
Besabar ye bewkoof bada
Chahta hai kitna tujhe
Khud magar nahi jaan sakaa
Is dard-e-dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ki mill jaaye isey woh baarish
Jo bhigaa de poori tarah
Yaariyan ve... Yaariyan...
Kya huaa asar tere saath reh kar naa jaane
Ki hosh mujhe naa raha
Lafz mere thhe zubaan pe aake ruke
Par ho na sake woh bayaan
Dhadkan tera hi naam jo le
Aankhein bhi paighaam ye de
Teri nazar ka hi ye asar hai
Mujh pe jo huaa
Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahaan
Ki mill jaaye isey woh baarish
Jo bhiga de poori tarah
Tu jo mila
Toh zindagi hai badli
Main poora naya ho gaya
Hai be-asar duniya ki baatein badi
Ab teri sunu main sadaa
Milne ko tujhse, bahaane karun
Tu muskuraaye, wajah main banun
Roz bitaana saath mein tere, saara din mera
Is dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahaan
Ki mill jaaye isey woh baarish
Jo bhiga de poori tarah