Originally posted by: hasini009
haan bahut. kyunki mujhe bhi Nagin banna hain🤣
hasini aise jealous hona koi achhi baat nahi hain.
Aapko ye samajhna chahiye ki aapko kisi ki copy karne ki zaroorat nahi hain.
Aapko apna khud ka vyaktitva bahar nikalna chahiye.