Kishore Kumar & Lata Mangeshkar - Kafila (1952) - 'lehron se poochh lo'
Music: Husnlal Bhagatram
Lyrics: Vrajendra Gaur
See these lyrics and listen to that silky voice of Lata... and the expressive Kishor kumar's singing style. Such a tender, lovely song! The lilt in Lata's voice, and also the most beautiful lyrics! I heard it for the first time just now! Sharing it with all of you!
Lahro se puchh lo, lahro se puchh lo
ya kinaro se puchh lo, ya kinaro se puchh lo
phir bhi yakin naa ho to, phir bhi yakin naa ho to
sitaro se puchh lo
lahro se puchh lo, lahro se puchh lo
ulfat ki umango ka chhota sa kafila
chhota sa kafila
dhadakan ki rah chalke, iss dil se ja mila
iss dil se ja mila
phulo ki jawani ke ubharo se puchh lo
phulo ki jawani ke ubharo se puchh lo
sharamaye agar phul to,sharamaye agar phul to
haro se puchh lo
lahro se puchh lo, lahro se puchh lo
ya kinaro se puchh lo, ya kinaro se puchh lo
phir bhi yakin naa ho to, phir bhi yakin naa ho to
sitaro se puchh lo
lahro se puchh lo, lahro se puchh lo
hasarat hamari ek hai, arman ek hain
aji araman ek hain
yu ham juda juda hain, magar jaan ek hai
magar jaan ek hai
gulshan ki baharo se, najaaro se puchh lo
gulshan ki baharo se, najaaro se puchh lo
jhukti huyi najar ke, jhukti huyi najar ke
isharo se puchh lo
lahro se puchh lo, lahro se puchh lo
ya kinaro se puchh lo, ya kinaro se puchh lo
phir bhi yakin naa ho to, phir bhi yakin naa ho to
sitaro se puchh lo
lahro se puchh lo, lahro se puchh lo
-----------------------------
https://www.youtube.com/watch?v=aqI-nrMWouQ
comment:
p_commentcount