PART 3In dadi's room
Dadi: Krishna kaisi ho tum? Apeksha tum kaisi ho?
Krishna: Me thik hu ma aap kaisi ho?
Apeksha: Me bhi theek hu dadi. Aap kaise ho?
Dadi: me thik hu. tum dono ko dekhke bht khush hu. Priya puttar shukriya. aaj teri vajah se mera
parivar ek ho gaya hai.
Priya: dadi isme thank u ki koi zarurat nahi hai. iske asli hakdar me nahi hu dadi.
Dadi: matlab?
Priya: dadi Mr. Kapoor ne toh mujhe bht pehle ma se baat karne se mana kar diya tha. parso
achanak unhone mujhe kaha ki voh apni ma or behen ko vapas chahte hai.
Dadi: kya? yeh sab golu ne kaha?
Priya: ha dadi. me bht khush hui yeh sunke or unke samne mene ma ko call kiya or bola aane ko.
Krishna: iska matlab ram bhi sun raha tha?
Priya: ha ma Mr. kapoor sun rahe the lekin unhone mujhe mana kiya batane k liye.
Apeksha: par bhai hai kahan?
Priya: mene unhe kamre me jate huye dekha. shayad kamre me hai voh.
Krishna: mene use dekha vo baat hi nahi kar raha hai. Jaake dekhte hai usse.
Priya: aap dono pehle fresh up ho jaiye.
Priya goes to her room and sees Ram in the balcony. She goes towards the balcony and taps on ram's shoulder. ram wipes his tears.
Priya: Ram aap ro rahe the? lekin kyu? kya hua aapko?
Ram: kuch nahi hua. me thik hu.
Priya: me aapko kab se dekh rahi hu aap kuch chupa rahe hai. kya hua? bataiye?
Ram: Priya mere pas himmat nahi hai unhe face karne k liye.
Priya: come on Ram. voh aapki ma hai. aapke apne hai. unko face karne me kya dar. ab chodiye
yeh sab or chaliye mere sath.
Ram: nahi Priya me nahi aunga. please samjha karo.
Priya: aapki ma aur behen aapse milna chahte hai. Please come.
Ram: nahi me nahi aunga.
Just then Krishnaji and Apeksha come in. Priya sees them.
Priya: Ma
Ram: me nahi aunga. tumhe kaha na Priya.
Krishna: kahan nahi aaoge ram?
Ram: shocked to hear his mom's voice 😲.
Krishna: bolo ram kahan nahi aaoge.
He was going out of the room without looking at his mom and sister. Just then his mom holds his hand.
Ram: ma aap yeh kya kar rahe hai?
Krishna: tum kyu mujhse bhaag rahe ho?
Ram: me nahi bhaag raha. muje ek zaroori kaam yaad aya.
Krishna: kyu jhoot bol rahe ho? Tumhe toh jhoot bolna bhi nahi aata ram.
Ram: me jhoot nahi bol raha. Priya kuch bolo na.
Priya: ma Mr. kapoor mujhse keh rahe the ki unke pas aapko face karne ki himat nahi hai.
Ram: yeh kya bol rahi ho tum?
Priya: aap hi toh keh rahe the kuch bolo toh mene bol diya.
Ram: tum pagal ho gayi ho.
Priya: kya me pagal ho gayi hu? me nahi aap ho gaye ho? pehle aap bolte ho ki ma ko vapas
india bulaye. jab vo india aa gayi hai toh aap unse mil hi nahi rahe. baat bhi nahi kar rahe.
Krishna: chup karo tum dono. bacho ki tarah jhagad rahe ho.
Krishnaji pulls Ram's ears.
Ram: ouch ma!! chodiye pls. dard ho raha hai.
Krishna: ab aya na apne pehle jaise mood me and leaves his ears.
Priya: enjoying the scene
Ram: ma I am sorry. mujhe maaf kar dijiye. n hugs his mom.
Krishna: please srory ki koi zarurat nahi hai. tu mera beta hai. n they hug for a while.
Ram goes to Apeksha.
Ram: sorry apeksha. pls mujhe maaf kar do.
Apeksha: ram aisa kyu keh rahe ho. pls iski zarurat nahi hai.
Ram and Apeksha hug each other.
Priya: Ab rona dhona band kijiye or aap dono araam kijiye. me aati hu shaam ka nashta leke.
Krishna: itni taklif kyu kar rahi ho Priya? upar lane ki zarurat nahi. Hum sab neeche chalte hai.
Priya: theek hai ma.
She was just about to leave when Apeksha asks her about the photo which is on the wall and ask her where it was clicked. And its very nice.
Priya: sees Ram
Ram: sees Priya
Krishna: ek dusre ko ghurna band karo aur batao kahan khichi hai.
Priya: Ma voh photo humne maharashtra gujarat k border me khichi hai.
Apeksha: vahan kya karne gaye the Ram?
Ram: tum Priya se hi puch lo.
Apeksha: batao na.
Priya: tum Mr. kapoor se puch lo.
Krishna: Ram tum hi batao.
Ram: ma voh Priya ki wish thi.
Apeksha: wish??
Ram: tells about cancer.
Krishna: hugs Priya. bhagvan ka lakh shukar hai ki tum theek ho.
Priya: ma mene aapko promise kia tha na me Mr. kapoor ko kabhi chodke nahi jaungi.
Priya and Apeksha are going down together just then Apeksha stops her.
Priya: kya hua ?
Apeksha: mujhe aaj samajh me aya.
Priya: kya?
Apeksha: yaad hai Priya tumne mujhe call kiya tha. Aur tum voh sab keh rahi thi. Mujhe
samaj nahi aya ki tum aisa kyu keh rahi thi. ab samaj aya mujhe.
Priya: ab sab kuch theek hai. chodo yeh sab.
Priya and Apeksha hug each other
AT THE TABLE.
Priya has made aaloo pakodas and adarak vali chai. everyone sit and have it. Priya is sitting with Krishnaji and Ram with his dear sister Apeksha.
Dadi: vaise priya puttar yeh pakode or yeh chai toh bht achhi bani hai.
Priya: thank u dadi.
Krishna: ha vakai yeh toh bht achhi bani hai chai or pakode.
Priya: thank u ma.
All praise it and she thanks.
Dadi: Priya puttar tujhse kuch puchna tha?
Priya: jee dadi kahiye.
Dadi: tumhe yaad hai na mene parpote ka bola tha. mujhe apna parpota dekhna hai.
Priya and Ram were drinking tea and suddenly shocked and cough.
to be continued