The Power Of Words!
To mark the occasion of greatest national pride, this Independence Day, we at BollyCurry bring you a collection...
Published: Monday,Aug 15, 2011 00:45 AM GMT-06:00
To mark the occasion of greatest national pride, this Independence
Day, we at BollyCurry bring you a collection of some immortal patriotic
dialogs and songs from Bollywood's exclusive collection of nationalism
best! Words that inspire and evoke an immense sense of pride and/or duty
towards our motherland, India, its people and its Constitutionally
imbibed ethics!
***
Border (1997)
"Yeh dharti meri ma hai sir. Yeh dharti sher bhi paida karti hai, aise sher jo doosro ko mitti mein mila te hai." - Sunil Shetty
Song - Mere dushman mere bhai
***
Sarfarosh (1999)
"Rupiye ke lalach mein desh bechne chala tha saala Mirchi Seth!" - Aamir Khan
"Kis
kaum (caste) ki baat kar rahe ho tum? Tumhari kaunsi kaum? Agar tum
Musalmano ki baat kar rahe ho toh Pakistan se zyada Musalman yahaan
Hindustan mein hai. Tumhari bandook se bheji hui goliyaan kisi ka
dharam puch kar usse nahi maarti. Tumhari goliyon se Musalman bhi maare
jaate hai. Aur tumhari harkaton se woh badnaam hote hai...tum jaise log
kisi ke sage nai hote Gulfam Hasan! Tum jaise log dushman hote hai saari
insaniyat ke!" - Aamir Khan
Song - Zindagi maut na ban jaaye
"Yeh siyaasi (political) khel kyun khel rahe hai aap? Aap ka Pakistan zindabad hai isse humein koi aitraaz nahi, humara Hindustan zindabad tha, zindabad hai aur zindabad rahega." - Sunny Deol
***
The Legend of Bhagat Singh (2002)
"Inqalab ek ladai hai zulm aur nainsaafi ke khilaf...Inqalab ek awaaz hai dabe hue zameer ko jagane ke liye." - The men in the movie
Song - Mera rang de basant chola
***
L.O.C. Kargil (2003)
"Yeh log yeh nahi samajte ke pakistan se zyada musilmaan Bharat mein hai jo hindustani pehle hai aur muslim baad mein." - Sudesh Berry
Song - Ek saathi aur bhi tha.
***
Deewar: Let's bring our heroes home (2004)
"Tum mera jism tod sakte ho, lekin meri himmat nahi tod sakte." - Amitabh Bachchan
Song - Chaliye Ve Chaliye
***
Lakshya (2004)
"Banane wale ne toh ek dharti banayi hai par insaan ke lalach ne is
par lohe aur barood se lakeer kheech li hai. Woh tera, yeh mera. Main
toh shukar karta hoon ke chaand asmaan par hai warna dharti pe hota toh
uske bhi tukde kar dete." - Om Puri
Song - Lakshya and Kandhon se milte hai
Rang De Basanti (2006)
"Door
se commentary dena bahaut asaan hota hai, doosro ko gaaliyaan dena aur
bhi! Agar tumhe itna problem hai, toh tum badlo na iss desh ko. Yeh
tumhara bhi desh hai...badlo iss desh ko. Lekin tum nahi karoge...kyunki
ghar ki safai mein haath gande kaun kare?" - R. Madhavan
"Koi bhi desh perfect nahi hota, usse behtar bana na parta hai." - R. Madhavan
Song - Khoon Chala and Roobaroo
The list of Bollywood's odes to nationalism, and national heroes can be endless. These are only a few to pick from the recent decade and a half - BollyCurry's chosen favorites. On this occasion of Independence, please share your personal inspirational words and works from Hindi cinema too!
That said - a very Happy Independence Day to everyone!
Editor: Naseem
Graphics: Pooji & Gurprit
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
Fail
Comments (13)